Tuesday 27 December 2011

Pakistan Army Song - Qasam Us Waqt Ki by Junaid Jamshed


Pakistan Army song by Junaid Jamshed

Provided as fair use: Its a national song and for information uses only.
qasam us waqt ki
qasam us waqt ki
qasam us waqt ki
qasam us waqt ki
jab waqt ham ko aazmaata hai
jawanon ki zubaan par na’rah-e-takbeer aata hai


qasam us waqt ki
qasam us waqt ki
qasam us waqt ki
qasam us waqt ki


hamayin rehna hai apni sar-zameen ka paasbaan ban kar
Nabi ki hai dua fat-h-e-mubeen ka ik nishaan ban kar
karam Allah ka rehta hai
karam Allah ka rehta hai sar pay sayaybaan ban kar


qasam us waqt ki
qasam us waqt ki
qasam us waqt ki
qasam us waqt ki


jawanon ka yeh jazbah un kay eemaan ki nshaani hai

watan baaqi rahay yeh zindagi to aani jaani hai
yehee Allah kay sheron ka
yehee Allah kay sheron ka tarz-e-zindgaani hai


qasam us waqt ki
qasam us waqt ki
qasam us waqt ki
qasam us waqt ki
jab waqt ham ko aazmaata hai
jawanon ki zubaan par na’rah-e-takbeer aata hai


qasam us waqt ki
qasam us waqt ki
qasam us waqt ki
qasam us waqt ki


qasam us waqt ki
qasam us waqt ki
qasam us waqt ki
qasam us waqt ki


qasam us waqt ki

No comments:

Post a Comment

Popular Posts